Ishq mohabbat se bhi gehri cheez hai. Ishq mein insaan apni hasti kho deta hai aur mehboob ki zaat mein kho jata hai. Urdu shayari mein ishq ka zikr bahut aam hai yeh sirf jismani nahi, roohani bhi hota hai.