ISBN: 978-9693512345
Publisher: Sufi Foundation
Publication Year: 1750
Kafiyan Bulleh Shah ki Sufiana shayari ka majmua. Yeh kafiyan aaj bhi dargahon aur mehfilon mein gai jati hain. Inmein ishq, tasawwuf aur insaniyat ka paigham hai.
Bulleh Shah ne apni shayari mein mazhab aur riwayaton se upar uth kar sirf insaan se pyar ki baat ki. Unki kafiyan simple hain lekin inmein gehri soch chhupi hoti hai. Aaj bhi jab yeh kafiyan padhi ya suni jati hain, dil ko sukoon milta hai.